Skip to main content

Posts

Featured

Tujhse aur khud se batein

Meri samajh se bada hai iska dayra, Alag hain jazbaat. Mai keh nahi sakta, Isse ek aam mulaakaat. Dhoondne hain maayne, Bemaayne baton mein. Choti padti, lambi raton mein. Ek rishta hai aur nahi bhi, Kaise ban jaata hai mahol kahin bhi? Jo nahi banta kai koshishon ke baad kahin aur, Sochta hun bhool jayun ya karun thoda gaur? Kahin nazar andaaz na kar baithein hum vo ek ishaara, Badal sakta tha jo jahaan hamara.

Latest Posts

Gair mukammal

Khaala

Vakht ki sakhti

Unlearn

waapsi

เคซिเคคเคฐเคค