roz ghar se nikalta hun aur raste mein kho jaata hun

mai bhatke hue logon ko rasta dikhane ke paise kamaata hun

naukri ye maeri kitni ajeeb hai..

jo duniya jahan ko daulat baat raha hai

asal me vo kitna gareeb hai..!

Comments

Popular Posts