mujhe laga mere saath tum the...

lekin tum to apni hi duniya mein gum the


vo mukammal safar roz hasta hai mujhpar

aur fir khamosh ho jaata hai

mujhe meri tanhai ke kisse batata hai


sunta hun un kisson ko tajjub ke saath

aur sochta hun ye ehsaas pehle kyun na aya

manzil par khada hun aur aisa lag raha hai khud ke mai kahin duur chor aya...












Comments

Popular Posts